Ye Kehti Thi Ghar Ghar Me Ja Kar Haleema
Mere Ghar Me KHainrul Wara Aa Gaye Hain
Bade Auj Par Hain Mera Ab Muqaddar
Mere Ghar Rasool E Khuda Aa Gaye Hain
Uthi Charsu Rehmato Ki Ghataye
Mu-attar Mu-attar Hain Sari Fazae
Khushi Me Ye Jibreel Nagme Sunaye
Wo Sha-faye Rouze Jaza Aa Gaye Hain
Ye Zulmat Se Kehdo Andhere Uthale
Ke Hain Har Taraf Ab Ujale Ujale
Kaha Jinko Haq Ne Sirajammuneera
Mere Ghar Wo Noor E Khuda Aa Gaye Hain
Ye Sunkar Sakhee Apka Astana
Hain Daman Pasare Hue Sab Zamana
Nawaso Ka Sadqa Nigah E Karam Ho
Tere Dar Pe Tere Gada Aa Gaye Hain
Mukarrab Hain Be-Shaq Khaleelo Najee Bhi
Badi Shan Wale Kaleemo Maseeh Bhi
Liye Arsh Ne Jinke Qadmo Ke Bouse
Wo Ummi Laqab Mustafa Aa Gaye Hain
Khuda Ke Karam Se Nakirain Aa Kar
Kahenge Ziyarat Ka Muzdah Suna Kar
Utho Behre Ta’azeem Noorul Hasan Ab
Lahad Me Rasool E Khuda Aa Gaye Hain
Mere Ghar Me KHainrul Wara Aa Gaye Hain
Bade Auj Par Hain Mera Ab Muqaddar
Mere Ghar Rasool E Khuda Aa Gaye Hain
Uthi Charsu Rehmato Ki Ghataye
Mu-attar Mu-attar Hain Sari Fazae
Khushi Me Ye Jibreel Nagme Sunaye
Wo Sha-faye Rouze Jaza Aa Gaye Hain
Ye Zulmat Se Kehdo Andhere Uthale
Ke Hain Har Taraf Ab Ujale Ujale
Kaha Jinko Haq Ne Sirajammuneera
Mere Ghar Wo Noor E Khuda Aa Gaye Hain
Ye Sunkar Sakhee Apka Astana
Hain Daman Pasare Hue Sab Zamana
Nawaso Ka Sadqa Nigah E Karam Ho
Tere Dar Pe Tere Gada Aa Gaye Hain
Mukarrab Hain Be-Shaq Khaleelo Najee Bhi
Badi Shan Wale Kaleemo Maseeh Bhi
Liye Arsh Ne Jinke Qadmo Ke Bouse
Wo Ummi Laqab Mustafa Aa Gaye Hain
Khuda Ke Karam Se Nakirain Aa Kar
Kahenge Ziyarat Ka Muzdah Suna Kar
Utho Behre Ta’azeem Noorul Hasan Ab
Lahad Me Rasool E Khuda Aa Gaye Hain
Ye Kehti Thi Ghar Ghar Me Ja Kar Haleema
Reviewed by WafaSoft
on
September 07, 2019
Rating:
No comments: